|

लगाव | Lagaav

जब तक थी नज़रें उनकी चौखट पर,

उन्होंने नज़र उठाकर नहीं देखा।

मुँह मोड़ा जब हमने उनसे,

आँखें बिछा दी उन्होंने।

नहीं चाहिए उनकी ऐसी चाहत,

जो पल दो पल की रुसवाई से जागी।

इतना भी नहीं समझ सके वो कि,

हमे उनसे उम्र भर का लगाव चाहिए था।

… और शायद आज भी वो समझ नहीं पाए।

Jab tak thi nazrein unki chaukhat par,

unhone kabhie nazrein uthakar nai dekha!

muh moda jab humne unse

ankhen bicha di unhone…

Nai chahye unki aisi chahat

jo pal do pal k mooh modne ki ruswai se jaagi

hume to umar bhar ka lagaav chahye tha unse

itna b nai samjh paye vo…

aur shyd Aaj b vo samjh nai paye.

Similar Posts

2 Comments

  1. Sirf aapke kehne par, ek mauka aur de dete hain phir se unhe, phir se dil lagane ke liye, phir se doob jaane ke liye, unke pyar me, phir dil tut jane ke liye unke intezaar mein, ek mauka aur de dete hain unhe, sirf aapke kehne par. 🙂

Leave a Reply